Bollywood superstar Shah Rukh Khan had little apart from a dream to rule Bollywood when he arrived in Mumbai in 1992. His journey from his  middle-class origins to becoming a source of inspiration for millions across the country is peppered with movie dialogues that still resonate with his fans.

Whether it is, “Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna padta hai, aur haar ke jeetne wale ko baazigar kehte hain” from his movie Baazigar, or “Duniya mein do tarah ke log hote hai. Winners and losers. Lekin zindagi har loser ko woh ek mauka zaroor deti hai jis mein woh winner ban sakta hai,” from Happy New Year, there’s something about his dialogues that tugs at your heartstrings. 

From his earlier movies like Baazigar and Mohabbatein to the ones that later smashed the box office,  Bollywood’s Badshah has continued to influence many. On his birthday, let’s take a look at some of the most inspiring dialogues from his movies:

Baazigar (1993) 

“Kabhi kabhi kuch jeetne ke liya kuch harna padta hai, aur haar ke jeetne wale ko baazigar kehte hain”

Kabhi Khushi Kabhi Gam (2001) 

“Zindagi mein kuch banna ho, 

kuch hasil karna ho, kuch jeetna ho, 

to hamesha apne dil ki suno, 

aur ager dil se bhi koi jawab na aaye..to apni aankhein band karke apni maa aur baba ka naam lo…phir dekhna tum har manzil paa sakoge, 

har mushkil aasan ho jayegi, jeet tumhari hogi…..sirf tumhari”

Swades (2004)

“Hum sab ek doosre ko dosh de rahe hai…jab ki sachchai yeh hai ki…hum sab hi doshi hai”

Swades (2004) 

“Main nahi manta hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai…lekin yeh zaroor manta hoon…ki hum mein kabliyat hai, taqat hai, apne desh ko mahaan banane ki”

Chak De India (2007) 

“Vaar karna hai toh samne waale ke goal par nahi … samne wale ke dimag par karo … goal khud-ba-khud ho jayega”

Happy New Year (2014) 

“Duniya mein do tarah ke log hote hai..winners and losers. lekin zindagi har loser ko woh ek mauka zaroor deti hai jis mein woh winner ban sakta hai”

Mohabbatein (2000)

 “Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai…har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti…par jab hum zindagi ka saath nahi chodte…phir mohabbat ka saath kyun chhod dein”

Kuch Kuch Hota Hai (1998)

“Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar ek baar hi hota hai.”